Sarang ragaa ka shuddh sur hai arohi SA.RE.PA.MA.NI.[komal].SA. or avrohi hai SA.NI.[komal]PA.MA.RE.SA.ye ragaa bhajan or hindi gito me bhi bahot gaya gaya hai.
Ye ragaa ka vadi sur hai RE sarang ragaa RE se chalu hota hai or iski yahi pahechan hai.or iska samavadi PA sur hai PA sur se is ragaa ki pakad hoti hai.
INFORMITION
Sarang ragaa sam ko gaya jta hai ye ragaa me bhajan hindi song or krishn pad ,krishn bhajan bahut gaaya gaya hai krishn bhagawan ko ye ragaa bahut priy tha.or bansari bhi is ragaa me bahut bajayi.